Custom robots header tags kya hai kaise setting kare Blogger

WhatsApp Group Join Now
Instagram Join Now
Telegram Group Join Now

Is article ka title hai Custom robots header tags kya hai kaise set kare Blogger. Blogger me agar aapne search preference me kabhi dekha hai to aapko Crawler and indexing show hoga jsime robots.txt and Custom robots header tags dikhenge.

Custom robots jisme aap setting kar sakte hai ki kaise and kis tarah aapki site ko crawl kiya jaye Search Enigne dwara. Search Engine koi bhi ho sakta hai jaise Google, Bing, Yandex etc

Agar aap iske setting nahi karte hai to sabhi search engine automatic aapki site ke jitni bhi links hai, sabko index karega. Isse wo file bhi index ho jayegi jo nahi hona chaiye kyunki wo duplicate content bhi create kar sakti hai.

Jaise archive files – Ise remove kanra jaroori hai nahi to search engine’s isko index karke duplicate content create karene. Jisse reader par impression bhi kharab padega. For ex – http://hinditreasure.blogspot.com/2016_01_01_archive.html

Kuch steps follow kare and Custom robots header tags ki setting aap khud hi karlenge.

Step 1. Apne Blogar login kare, Settings par jaye, Search Preference par click kare and Third wali option par jaye joki hai Crawlers and Indexing.

Custom robots header tags settings page new

Step 2. Upar ki image ke according aap first option Custom robots.txt ko disabled hi rehne de and Customer robots header tags ko enabled kare. Inme se kya tick karna hai kya nahi image me diya hai and neeche likha bhi hai.

  • Homepage – all pr tick kare
  • Archive and Search pages noindex par tick kare
  • Default for post and pages – all par tick kare

Step 3. Save kare.

Save karne ke baad aapki sabi post and pages ke liye ek baar me setting ho jayegi and ab aapko kisi bhi post or page me alag se setting karne ki jaroorat nahi hai.

To ye thi jankari Custom robots header tags kya hai kaise iske setting kare.

अधिक एवं लैटस्ट जानकारी के लिए हमारे WhatsApp चैनल को जॉइन करें। क्लिक करें -

1 thought on “Custom robots header tags kya hai kaise setting kare Blogger”

Leave a Comment